Aj hum Honor 10 lite ke bare me bat karenge or iske feutures ke bare me or ise lena hai ya nahi oo bhi btaunga
ye phone china me pehle realese ho gyi thi
lekin india me 15 january 2019 me launch hua hai
sabse pehle iske display ke bare me bat karte hain
DISPLAY
Screen size (inches) | 6.21 |
Resolution | 1080x2340 pixels |
Aspect ratio | 19.5:9 |
Pixels per inch (PPI) | 415 |
to display me hame ye sab dekhne ko milega mere hisab se iska display bahut hi acha hai or abhi aisi display trending me chal rahi full screen
ab jarte hain hain iske ram internal ye sab chijo ke bare me
HARDWARE
Processor | 2.2GHz octa-core |
Processor make | HiSilicon Kirin 710 |
RAM | 4GB |
Internal storage | 64GB |
Expandable storage | Yes |
Expandable storage type | microSD |
Expandable storage up to (GB) | 256 |
to hame isme jo main chij hai Ram | ||||
oo 4gb mil rahi hai jo price ke hisab se bahut hai or internal 64 gb hai ye bhi bahut hai or isme sath me memory bhi lga sakte hain 2 sim sath me memory bhi lagega aisa nhi hai hai ya fir sirf 2 sim lgaw ya fir 1 sim 1 memory bas ahi thodi problem hai waise ajkal memory kon use karta hai bahut kam log | ||||
to ab ham bat karte hain sabse main chij jiske wajah se log itne mehange phon lete hain or oo hai camera | ||||
|
Comments
Post a Comment